Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha


Friday, August 19, 2011

Rab bare Talah ka naam ya raheemo ka amal


As salamu allaiqum

Allah tala k naamo main se ya raheemo be Ake naam ha . faida is ka bohat ha laken chand ake he ka zikar karo ga . jo kohi shaks ya reeemo ka wird karta ha to log yani khalat us per meharban or shafqat se pash ate ha is amal ko ahsa logo ko karna chaheya jinn logo ki apious main larahe ho choki ho . yani roota howa ko maana na k liya tir ki tarah kam karta ha laken tareeqa kar thora different hoga . yaha tak k mehmoob ko be mehar ban kiya ja sakta ha is amal se . for example apka kisi dost kashif naam k banda se larahe ho gahe ha or us shaks na apase baat karna chorde ha to app u kareen ga . her namaz k baad yeah amal 300 bar pareen ya reheemo awal akhir darood shareef jo kohi sa be ata ho . or is tarah dua kareen . ya Allah fala bin fala ko mujh per mehar ban karde . fala bin fala ki jaga dost ka naam or uski ammi k naam lay agar ammi ka naam nahi maloom to phir hawa kahe or us waquat dost ka face apna zehan main le kar ahe tak ka is amal ka mokkelat banda ko trace karleen or apka dost tak pouch jahe or usko mehar ban kareen



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com







10 comments:

Anonymous said...

Asalamalaikum, does the amal of ya raheemu really works for your lover to be kind to you again..
And for how many day's should i recite it and can i recite it whenever i want??..
I really want him back in my life and marry him can i recite this amal..
And is it possible to recite any amal 125000??

Plz reply asap
Jazakallah khair

Anonymous said...

as salaam alai kum plz bhai do this amaal and kept ur lover pic in mind and do .but if u want quick result then then at i think if magic jinnat is not on ur lover so read 1000times and if pic kept fornt it realy work and pray for me and amel soname saheeb g amin suma amin and hi s team

Anonymous said...

Asalamalikum !!yei jo apne wazifey k niche tarika bata huwa hai plz zara sai se bata dein k yei apne mokelat banda trace kar lein or apke dost tak phonch jaye kya matlab hai iska plz reply end per kya humein tasuvur kar k phonk marni hai uss insan par??

Anonymous said...

Asalamalikum !! plz yei b bata dein k yei kitne din pharna hai plz reply??

Anonymous said...

Asalamalikum !!!apne iss wazife mein 1 dafa awal ahkir daroor sharif pharne ka likha huwa hai jab k yehi wazifa jab apne english mein diya huwa hai ALLAH names wazifa mein toh uss mein apne 11 martaba awal ahkir daroor pharne ka likha huwa hai iska kya matlab hai ab humein 11 martaba pharna hai ya just 1 time awal ahkir darood????

Anonymous said...

Aslamoalikum. koi b AMAAL baghar ijazat k keren gy to is k zimawar ap log khud hon gay. ager ap yeh Amaal kerna chahty hain to is ki Pehly ijazat leen werna ap log Pagal b ho sukty hain Q k ALLAH PAk k Haar Naam Pak k Moklaat hain aur woh Insan ko Dewana bana sukty hain

Anonymous said...

bohat pareshan hon am alone . gve me permission .hudkashe ko dil chahta

Anonymous said...

Pls mujhe ism ya rahemu krne ka izzajt dijiye mai apne mehboob ke liye krna chahti hun

Anonymous said...

Ji plzz jld izzjt dijiye bht prsn hun.

Anonymous said...

plzz bro muje is amal ki ijazat dijye plzzz bohot zarurat hai muje is ki.

Popular Posts